CSS Colors, Fonts aur Styling

Colors in CSS

CSS me colors set karne ke kai tareeke hote hain jaise:

red
#00aaff
rgb(255,200,0)
rgba(255,0,0,0.5)
hsl(240,100%,50%)

Fonts in CSS

Fonts ka use text ko attractive aur readable banane ke liye hota hai. CSS me font family, size, weight aur style define kiye ja sakte hain.

Arial font sample text

Courier New font sample text

Georgia font sample text

Text Styling Properties

p {
  color: #db1d29;
  text-align: center;
  text-decoration: underline;
  text-transform: uppercase;
  letter-spacing: 2px;
  line-height: 1.6;
}

In properties ko samajhkar aap apne website ko sundar aur professional look de sakte hain.